Wednesday, November 20, 2013

परिचय

आपाधापी  में कशमकश  में ,कभी इस रस में कभी उस रस में
जीवन के २ ४ बरस में,  अब भी हूँ मैं असमंजस में

आनंद में अचरज में ,कभी  सपने  में कभी हरकत में
ख़ामोशी में फुर्सत में ,अब भी हूँ मैं असमंजस  में

दुनियादारी में दुकानदारी में;कभी मन से कभी लाचारी में
रणभूमि में सर्कस में , अब भी हूँ मैं असमंजस में


अभिनय में आचरण में ,कभी ह्रदय से कभी अहम् में
मधुर में कर्कश में,अब भी हूँ मैं असमंजस में

आखेट में विचरण में  ,कभी थल पर  कभी गगन  में
शिथिलता में करतब में,अब भी हूँ मैं असमंजस में

क्रोध में स्मरण  में,कभी सोचकर कभी मगन में
नास्तिकता में मजहब में,अब भी हूँ मैं असमंजस में







Monday, November 18, 2013

FIR SE WOH BACHPAN KE DIN JEENE KA MAN KARTA HAI


ON CHILDREN'S DAY: AN OLD POEM
fir wahi avon cycle chalane ka jee karta hai...
fir se ret mein ghar banane ka jee karta hai...
fir se skool bas mein chad jane ka jee karta hai..
fir se wahi bachpan beetane ka jee karta hai...

fir se maa ki daant sun ke uthne ka man karta hai..
fir se chaat ke thele pe rookne ka man karta hai...
fir se apne uniform ko ghisne ka man karta hai...
fir se bas ki bheed mein peesne ka man karta hai..

fir se homewrk ki tnsn lene ka man karta hai..
fir se lunch mein khelne ka man karta hai....
fir se papa ki daant jhelne ka man karta hai...
fir se pedon pe chad ke hilne ka man karta hai...

fir se copy bhul jaane ka man karta hai...
fir se bahane banane ka man karta hai....
fir se baaris mein bheeg jaane ka man karta hai..
fir se maa ke pair dabaane ka man karta hai...

fir se gullak mein paise daalne ka man karta hai..
fir se papa ke pocket se paise nikalne ka man karta hai..
fir se kisi jhabre puppy ko paalne ka man karta hai..
fir se wahi pal jeene ka man karta hai....

fir se maa ki god me sone ka man karta hai,..
fir se papa ki pitai se rone ka man karta hai...
fir se wahi abcd likhne ka man karta ...
fir se woh bachpan ke din jeene ka man karta hai...
BY AMRIT RAJ
i have changed a lot...
3.07.2010